SONG: Mai Khushnasib Hu Mujhko Kisi Ka Pyar Mila (Duet) - मैं ख़ुशनसीब हूँ मुझको किसी का प्यार मिला

Mai Khushnasib Hu Mujhko Kisi Ka Pyar Mila (Duet) - मैं ख़ुशनसीब हूँ मुझको किसी का प्यार मिला

LYRICS:
mai khushnasib hu mujhko kisi ka pyaar mila mai khushnasib hu mujhko kisi ka pyaar mila bada hasin mere dil ka raazdaar mila mai khushnasib hu hai dil me pyar zuban chup jhuki jhuki nazre hai dil me pyar zuban chup jhuki jhuki nazre ajab adaa se koi aaj pahli baar mila ajab adaa se koi aaj pahli baar mila mai khushnasib hu kisi ko pake mere dil ka haal mat puchho kisi ko pake mere dil ka haal mat puchho ke jaise sare zamane se ikhtiyaar mila ke jaise sare zamane se ikhtiyaar mila mai khushnasib hu kisi ne pure kiye aaj pyar ke waade kisi ne pure kiye aaj pyar ke waade meri wafa ka sila mujhko shandaar mila meri wafa ka sila mujhko shandaar mila mai khushnasib hu mere chaman ka har ik phool muskurane laga mere chaman ka har ik phool muskurane laga wo kya mile ke mujhe mausme bahaar mila wo kya mile ke mujhe mausme bahaar mila mai khushnasib hu