SONG: Mai Khidki Pe Aaungi, Jab Shaam Ko Suraj Dhalega - मैं खिड़की पे आऊँगी, जब शाम को सूरज ढलेगा

Mai Khidki Pe Aaungi, Jab Shaam Ko Suraj Dhalega - मैं खिड़की पे आऊँगी, जब शाम को सूरज ढलेगा

LYRICS:
mai khidki me aaungi jab sham ko suraj dhalega aji chalega lekin itna yad rahe lekin itna yad rahe sara jamana jalega aji chalega tere gore hath pe koi pyar ki mehandi malega aji chalega lekin itna yad rahe lekin itna yad rahe sara jamana jalega aji chalega laila ki najro ne kiya tha ek majnu diwana tumne to lakho ko dilbar kar dala mastana jo bhi banega majnu mera hath bechara malega aji chalega lekin itna yad rahe lekin itna yad rahe aji chalega tere gore hath pe koi pyar ki mehandi malega aji chalega lekin itna yad rahe lekin itna yad rahe sara jamana jalega aji chalega aate jate mil jate hai do rahi anjane milte julte ban jate hai lakho hi afsane oye milne wala milta rahega jalne wala jalega aji chalega lekin itna yad rahe lekin itna yad rahe sara jamana jalega aji chalega tere gore hath pe koi pyar ki mehandi malega aji chalega mai khidki me aaungi jab sham ko suraj dhalega aji chalega lekin itna yad rahe lekin itna yad rahe sara jamana jalega aji chalega