SONG: Mai Karti Hu Tumse Pyar - मैं करती हूँ तुमसे प्यार

Mai Karti Hu Tumse Pyar - मैं करती हूँ तुमसे प्यार

LYRICS:
main karti hu tumse pyar nahi nahi nahi aisa nahi tumse chhide dil ke taar nahi nahi nahi aisa nahi fir bhi khyalo me baste ho tum chhup chhup ke aankho me hanste ho tum gaane lagi meri tanhaaiya aane lagi mujhko angdaaiya khud pe rahe na mujhko ikhtiyaar magar na na na nahi nahi nahi aisa nahi main karti hu tumse pyar nahi nahi nahi aisa nahi chahe koi tumko jal jaau main rah rah ke dil me tahal jaau main ye dil mera jab pyasa lage kyu mujhko jaane bura sa lage yahi to hai dil ki asli pukaar magar na na na nahi nahi nahi aisa nahi main karti hu tumse pyar nahi nahi nahi aisa nahi