SONG: Mai Janam Janam Ki Dasi Re - मैं जनम जनम की दासी रे

Mai Janam Janam Ki Dasi Re - मैं जनम जनम की दासी रे

LYRICS:
mai janam janam ki dasi re baar baar darshan pakar bhi rahu daras ki pyasi mai janam janam ki dasi re baar baar darshan pakar bhi rahu daras ki pyasi sawariya ne aaj laz ka ghunghat khola sawariya ne aaj laz ka ghunghat khola man matwala jhumke bhi kuch na bola kitne bhole bhale hai mere jivan dhan abhilashi re baar baar darshan pakar bhi rahu daras ki pyasi mai janam janam ki dasi re baar baar darshan pakar bhi rahu daras ki pyasi bagiya me papiha bole mere man me prem ras ghole ek jhalak dikhla kar parbhu ne kar di dur udasi re baar baar darshan pakar bhi rahu daras ki pyasi mai janam janam ki dasi re baar baar darshan pakar bhi rahu daras ki pyasi sapno ki kaliya chunkar hoti warmala sapno ki kaliya chunkar hoti warmala pritam ne aakar mere man me kiya ujala rom rom me rame hue hai mere nain nivasi re baar baar darshan pakar bhi rahu daras ki pyasi mai janam janam ki dasi re baar baar darshan pakar bhi rahu daras ki pyasi