SONG: Mai Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi - मैं हूँ साक़ी तू है शराबी-शराबी

Mai Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi - मैं हूँ साक़ी तू है शराबी-शराबी

LYRICS:
main hu saaqi tu hai sharaabi-sharaabi main hu saaqi tu hai sharaabi-sharaabi tune aankho se pilayi woh nasha hai ke duhaayi har taraf dil ke chaman me phul bikhre hai gulabi-gulabi gulabi main hu saaqi tu hai sharaabi-sharaabi main hu saaqi tu hai sharaabi-sharaabi ishq me jina sambhal ke dil ka paimana na chhalke behki-behki teri nazre khwaab dikhlaati hai kal ke khwaab dikhlaati hai kal ke teri mehfil me o saaqi hum chale aaye nashe me ab to bas ye hai tamanna umr kat jaaye nashe me umr kat jaaye nashe me ishq hai tera sawaali ishq hai tera sawaali husn hai mera jawaabi-jawaabi jaawabi tu hai saaqi main hu sharaabi-sharaabi tu hai saaqi main hu sharaabi-sharaabi main teri duniya me aake reh gaya khud ko bhula ke kya woh anjaam na jaane hosh ulfat me ganwa ke bekhudi ke yeh taraane yuhi gaaye ja diwaane ishq rang laayega apna aa gaye ab woh zamaane teri mastaani yeh baate teri mastaani yeh baate dil pe laaye na kharabi-kharabi kharabi main hu saaqi tu hai sharaabi-sharaabi tune aankho se pilaayi woh nasha hai ke duhaayi har taraf dil ke chaman me phul bikhre hai gulabi-gulabi gulabi main hu saaqi tu hai sharaabi-sharaabi main hu saaqi tu hai sharaabi-sharaabi