SONG: Mai Hu Miss Bombe - मैं हूँ मिस बम्बई

Mai Hu Miss Bombe - मैं हूँ मिस बम्बई

LYRICS:
main hun miss bambai, main hun miss bambai nazro se dil lut ke laai jaha jaha main gai main hun miss bambai, main hun miss bambai rock and roll ke taal pe naachu english band ke saath duniya rasta chhode jab main bas stand pe aaun ek akeli jaan hai meri chaahne waale kai main hun miss bambai, are main hun miss kalkatta main hun miss kalkatta husn hai mera chikna chikna jaise paan ka patta main hun miss kalkatta, main hun miss kalkatta ek ishaare se badlu dilwaalo ki takdire jisko chaahun main pahna dun ulfat ki janjire aankho ki kenchi se kaatu sabke dil ka patta main hun miss kalkatta, are main to hun miss dilli main to hun miss dilli dilwaalo ka rasta kaatu ban kar kaali billi main to hun miss dilli, main to hun miss dilli meri adaa me meri jaba me bijli ki si tezi hindustaani bolu isme mix karu angrezi jo koi bhi ?? jatlaaye, keh dun who you billi main to hun miss dilli, are main hun miss bambai main hun miss bambai nazro se dil lut ke laai jaha jaha main gai main hun miss bambai, main hun miss bambai