SONG: Mai Hu Mast Madari - मैं हूँ मस्त मदारी

Mai Hu Mast Madari - मैं हूँ मस्त मदारी

LYRICS:
mai hu mast madari, mai hu mast madari bina tir dil ghayal kar du, aisa mai hu shikari bina tir dil ghayal kar du, aisa mai hu shikari ho mai hu mast madari, mai hu mast madari khel khel me mel ho dil ka aisa khel dikhau najaro ki mai dor phenk kar teraa dil ulajhau khel khel me mel ho dil ka aisa khel dikhau najaro ki mai dor phenk kar teraa dil ulajhau pagal ko pagal pahchane jane nahi anaadi ho mai hu mast madari, mai hu mast madari bina tir dil ghayal kar du, aisa mai hu shikari ho mai hu mast madari, mai hu mast madari chhupne vale chhupkar aate chhupkar kare ishara lekin dard chhupaye kaise tir-e-najar ka mara chhupne vale chhupkar aate chhupkar kare ishara lekin dard chhupaye kaise tir-e-najar ka mara ek adaa pe ham karte karban yeh duniya sari ho mai hu mast madari, mai hu mast madari bina tir dil ghayal kar du, aisa mai hu shikari mai hu mast madari, mai hu mast madari jamin pe chaand ka nur dekho ye batre ki hur dekho aaya aaya salaam mere yaar ka aaya aaya salaam mere yaar ka ab nahi gam shab-e-intzaar ka ab nahi gam shab-e-intzaar ka ya habibi ya habibi ya habibi mai hu mast madari, mai hu mast madari dekho rajasthani paani aayi chham chham karti jawani aaj maahne aaj maahne aaj maahne devar le le aayo re sawaniya man bhayo re bhayo re sasariye jaaun hud pihare ki aave re sasariye jaaun hud pihare ki aave re mai hu mast madari, mai hu mast madari bina tir dil ghayal kar du, aisa mai hu shikari ho mai hu mast madari, ho mai hu mast madari