SONG: Mai Hu Kaun Ye Tujhko Nahi Hai Pata - मैं हूँ कौन ये तुझको नहीं है पता

Mai Hu Kaun Ye Tujhko Nahi Hai Pata - मैं हूँ कौन ये तुझको नहीं है पता

LYRICS:
are sar uthega sar uthega jo bhi mere saamne kat jaayega ha teri aankho per pada parda hai jo hat jaayega are rakh zara aawaz neechi yu garajna chhod de jo garajte hai is tarah wo baraste hai nahi are tu hai kaun main mai hu kon ye tujhko nahi hai pata mai hu kon ye tujhko nahi hai pata jo mujhko aankh dikhaaye or taakat pe itraaye mere samne sar na jhukaaye are aisa koi aisa koi mere saamne aaya nahi arey tu hai kon mai hu kon ye tujhe bhi nahi hai pata mai hu kon ye tujhe bhi nahi hai pata are tu kya mujhe daraaye dekhe maine maut ke saye jaaye jaan bala se jaaye are julm ke aage ho julm ke aage maine sar jhukaya nahi ho mai hu kon mai hu kon ye tujhko nahi hai pata ye hawa ye ghata ye hawa ye ghata ye saari fizaaye kaanpe mere naam se arey kanpe mere naam se mai kaha tu kaha mai kaha tu kaha re sambhal ja varna jaayega tu kaam se arey jaayega tu kaam se zara sambhalna beta pinjre me band hai bandar banta hai magar sikandar udta hai aasmano par baitha hai jail ke andar arey yaha bhi aake o yaha bhi aake hosh thikane aaya nahi ho tu hai kaun mai hu kon ye tujhko nahi hai pata mai hu kon ye tujhko nahi hai pata na akad na jhagad akad ke jhagad ke bigad ke koi banta nahi mahan re koi banta nahi mahan re na rahi na rahe na rahi na rahegi kabhi kisi ki jhutti jag me shaan re koi jhutti jag me shaan re hey bajarbhatu tum bante bade ho sache par akal ke bade ho kache arey dekhi kaha hai duniya vo mere samne bache arey mujhko ha ho mujhko kabhi kisi ne sabak padaya nahi arey mai hu kon mai hu kon mai hu kon ye tujhko nahi hai pata mai hun kon ye tujhko nahi hai pata