SONG: Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka - मैं हूँ एक हवा का झोंका

Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka - मैं हूँ एक हवा का झोंका

LYRICS:
mai hu ek hawa ka jhonka mai hu ek hawa ka jhonka ek hawa ka jhonka idhar se aaya, udhar gaya rasta na, o rasta na kisi ne roka mai hu ek hawa ka jhonka mai to hu duniya se nayara na koi dushman, na koi pyara mai to hu duniya se nayara na koi dushman, na koi pyara mera pata lagane wale mera pata lagane wale kha jate hai dhokha kha jate hai dhokha mai hu ek hawa ka jhonka mujhko koi gham nahi hai koi mera humdam nahi hai mujhko koi gham nahi hai koi mera humdam nahi hai meri ye do najre jane meri ye do najre jane sara bhedh dilo ka sara bhedh dilo ka mai hu ek hawa ka jhonka ghar dar se begana hu mai pakkad hu, mastana hu mai ghar dar se begana hu mai aji pakkad hu, mastana hu mai jeb hai meri maal tumhara jeb hai meri maal tumhara khel hai do hatho ka khel hai do hatho ka mai hu ek hawa ka jhonka ek hawa ka jhonka idhar se aaya, udhar gaya rasta na, o rasta na kisi ne roka mai hu ek hawa ka jhonka