SONG: Mai Hu Babusha

Mai Hu Babusha

LYRICS:
dil le loon dil le loon dil leke dil na doon dil leke dil na doon deewano main to hoon dil le loon dil le loon dil leke dil na doon dil leke dil na doon deewano main to hoon babusha main hoon babusha babusha ho main hoon babusha babusha ho ho babusha babusha ho ho babusha aakhari marhabba ye nazar ye adda jo tujhe dekhale kaise na marmitte hoya kurabaan kya jalwa hain kyaa jalaal hain husn bemisaal hain khuda kasam haseena tu khuda ka ek kamaal hain mehfil mein aati hoon jalwe dikhaati hoon jo dekhe woh ho deewana heero mein silati hoon kismat mein milati hoon mushkil hain dil mein rakh paana babusha main hoon babusha babusha ho main hoon babusha babusha ho ho babusha babusha ho ho babusha maana hasee hain tu tu maahjabi hain tu main bhi hoon aashiq deewana parda nasheeno ko beparda kardoon main chuke na mera nishaana ho maana hasee hain tu tu maahejabi hain tu main bhi hoon aashiq deewana parda nasheeno ko beparda kardoon main chuke na mera nishaana. babusha ho babusha babusha tu hai babusha dil le loon dil le loon dil leke dil na doon dil leke dil na doon deewano main to hoon dil le loon dil le loon dil leke dil na doon dil leke dil na doon deewano main to hoon ab meri bari hai kar jaan pyari hai kar lo yaad rab ko aankhe milau to bijli girau to pagal bna du me sabko babusha main hoon babusha babusha ho main hoon babusha dil le loon dil le loon dil leke dil na doon dil leke dil na doon deewano main to hoon babusha main hoon babusha babusha ho main hoon babusha babusha ho ho babusha babusha ho ho babusha babusha ho ho babusha babusha ho ho babusha