SONG: Mai Hasina Naznina - मैं हसीना नाज़नीना

Mai Hasina Naznina - मैं हसीना नाज़नीना

LYRICS:
mai hasina naznena mai hasina naznena koi mujhsa nahi koi mujhsa nahi nahi mai samina mah jabina mai samina mah jabina mujhme kya kya nahi mujhme kya kya nahi nahi mai kayamat ki pahchan hu ek biijli or tufan hu mai mohabbat hu iman hu ek ashik ka arman hu jo mere paas aye sukune dil paye fir jaye na wo kahi kahi mai hasina naznena koi mujhsa nahi koi mujhsa nahi nahi mai hasu to chaman bhi khile pyar ki jindagi bhi mile mai jalu to patanga jale maut mere kahe par chale nigaho se mai khelu are jisko bhi mai dekhu wo jaan dede wahi wahi mai samina mah jabina mujhme kya kya nahi mujhme kya kya nahi nahi pyar ki mai hu ek dasta mere dam se hai dunia jawa mai nahi to bahare kaha mere bas me hai sara jaha mai hu shola mai hu shabnam mai hu nagma mai hu sargam haar chuke hai mere aage ye chand or sitare ye asma ye zami mai hasina mai shamina koi mujhsa nahi mujhme kya kya nahi nahi mai hasina mai shamina koi mujhsa nahi mujhme kya kya nahi nahi