SONG: Mai Harijan Ki Chori (Female) - मैं हरिजन की छोरी

Mai Harijan Ki Chori (Female) - मैं हरिजन की छोरी

LYRICS:
main harijan ki chhori main harijan ki chhori hare hare mera main harijan ki chhori pari o ka desh ye to pari o ka desh hum hai raja koi nahi rani tu ban jaa patraani daya heen sundar hai raaj kumar tumhara desh pari o ka desh ye to pari o ka desh yahan mera raja main to daras deewani main tora raja aari kahe murajaaye o mora raja tohri kahan hai sanwaari baad jahan kachriya mein mori mehraani yahan mora raja main to desh deewani kaha chale hai more piya pardesia kese udun main pankh nahi hai kahan chale ho more bala jiya rasia mohe bhi sang lia jao haaye chhaliya ye sab kya tha mora sapna ye sab bharam bharam tha mera sapna koi nahi hai yanha pe more rasiya saari nagariya mein kahet phirungi main to daiya re daiya mohe beech bazariya mein kaise sharmau more balam rasiya main harijan ki chhori main harijan ki chhori hare hare mera main harijan ki chhori