SONG: Mai Ek Shola Aag Babola - मैं एक शोला आग बबोला

Mai Ek Shola Aag Babola - मैं एक शोला आग बबोला

LYRICS:
main ek shola aag babola are tu kya hai main main barf ka gola main ek shola aag babola may ka itar mast samandar umad raha hai dil ke andar may ka itar mast samandar umad raha hai dil ke andar tere din me bhi ye masti hogi shayad aadha tola aadha tola, aadha tola main ek shola aag babola are tu kya hai main barf ka gola main ek shola aag babola tarishna lab hai aur piyenge aur piyenge aur piyenge tarishna lab hai aur piyenge aur piyenge aur piyenge pyase panchhi tu bhi piyega main pee lunga coca cola coca cola, coca cola main ek shola aag babola are tu kya hai main barf ka gola main ek shola aag babola kya teri taqdeer sajai are kya rangi tasveer banai kya teri taqdeer sajai are kya rangi tasveer banai are rang teri kismat ka kisse are jisne khola patla cola patla cola, patla cola main ek shola aag babola are tu kya hai main barf ka gola main ek shola aag babola tu har baat chupaye huye hai ek tufan dabaye huye hai tu har baat chupaye huye hai ek tufan dabaye huye hai baato se baato me lakar aaj tera dil kisne tatola, tatola, tatola jisne tera batua khola bulbul, bulbul, bulbul tera bhi kima kar dungi tu agar bich me bola hey main ek shola, main ek shola, main ek shola main ek shola, main ek shola, main ek shola