SONG: Mai Bewafa Nahi Hu Tere Pyar Ki Kasam - मैं बेवफ़ा नहीं हूँ तेरे प्यार की क़सम

Mai Bewafa Nahi Hu Tere Pyar Ki Kasam - मैं बेवफ़ा नहीं हूँ तेरे प्यार की क़सम

LYRICS:
mai bewafa nahi hu tere pyar ki kasam mai bewafa nahi hu tere pyar ki kasam ikrar jo kiya usi ikrar ki kasam ikrar jo kiya usi ikrar ki kasam mai bewafa nahi hu tere pyar ki kasam mana hamare pyar ka aalam badal gaya mana hamare pyar ka aalam badal gaya apne hi dil ki yaad se aashana jal gaya dil fir bhi hai vahi tere didar ki kasam mai bewafa nahi hu tere pyar ki kasam ulfat ke phul gir gaye kismat ki dhul me ulfat ke phul gir gaye kismat ki dhul me khusbu hai tere sans k ihar ek phul me is pyar ke lute huye guljar ki kasam mai bewafa nahi hu tere pyar ki kasam ikrar jo kiya usi ikrar ki kasam mai bewafa nahi hu tere pyar ki kasam