SONG: Mai Ban Ki Bholi Gavalniya - मैं बन की भोली गवालनिया

Mai Ban Ki Bholi Gavalniya - मैं बन की भोली गवालनिया

LYRICS:
mai ban ki bholi gavalniya mai ban ki bholi gavalniya o shyam teri ban jaungi ghanshyam teri ban jaungi teri mithi mithi murli par teri mithi mithi murli par mai savan ban kar mandraungi ghanshyam teri ban jaungi maine tere liye singar kiya maine tere liye singar kiya aur naino ko tujh par war diya jana na kabhi maine pahle jana na kabhi maine pahle mai git prit ke gaungi ghanshyam teri ban jaungi o ghanshyam teri ban jaungi mai ras ki gagariya mai ras ki gagariya se bhig gayi mai bhig gayi jivan me pahli bar aaj jivan me pahli bar aaj mai apne se sharmaungi ghanshyam teri ban jaungi o ghanshyam teri ban jaungi mai ban ki kali aur ban me pali kabhi dekhi nahi pritam ki gali kabhi dekhi nahi pritam ki gali kab darash milega mohan ka kab darash milega mohan ka kab mohan par bali jaungi ghanshyam teri ban jaungi mai ban ki bholi gavalniya mai ban ki bholi gavalniya