SONG: Mai Bagho Ki Morni Jab Nachu - मैं बागों की मोरनी जब नाचू

Mai Bagho Ki Morni Jab Nachu - मैं बागों की मोरनी जब नाचू

LYRICS:
jab jab mori payal baje logan ka dil dhadke dekh ke more chal balva ke man me bijuriya kadke mai bago ki morni jab nachu ta ta thaiya dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya haye ri mori maiya mai bago ki morni jab nachu ta ta taiya dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya haye ri mori maiya nain katile aur suratiya sanwari nain katile aur suratiya sanwari ho gayi mai to dekh ye duniya banwari ho gayi mai to dekh ye duniya banwari unki batiya jahar bari hai jaise koi tatiya dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya haye ri mori maiya chanda bhi sarmaye hai mere roop se chanda bhi sarmaye hai mere roop se raat bhi din ban jaye badan ki dhoop se haye raat bhi din ban jaye badan ki dhoop se jin raste se cham cham jau take mujhe sipaiya dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya haye ri mori maiya tu bagho ki morni jab nache ta ta taiya dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya haye ri mori maiya hoye bal ye kale pyar se pale naag hai bal ye kale pyar se pale naag hai hath bada ke chu le na lena aag hai hath bada ke chu le na lena aag hai man ki been bajau jab jab jhume prem kanhaiya dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya haye ri mori maiya