SONG: Mai Baajra Nahi Khaungi - मैं बाजरा नहीं खाऊँगी

Mai Baajra Nahi Khaungi - मैं बाजरा नहीं खाऊँगी

LYRICS:
main baajra nahin khaungi mera kaala badan ho jaaye main baajra nahin khaungi mera kaala badan ho jaaye.. achha to gori tujhe gehu mangwaadu achha to gori tujhe gehu mangwaadu main gehu bhi nahin khaungi mera sham-e-shareer ho jaaye main baajra nahin khaungi mera kaala badan ho jaaye.. achha to gori tujhe barfi mangwaadu achha to gori tujhe barfi mangwaadu achha to gori tujhe barfi mangwaadu achha to gori tujhe barfi mangwaadu main barfi bhi nahin khaungi meri jeebh chatori ho jaaye main barfi bhi nahin khaungi meri jeebh chatori ho jaaye main baajra nahin khaungi mera kaala badan ho jaaye.. achha to gori tujhe kuyein mein giraa dun achha to gori tujhe kuyein mein giraa dun achha to gori tujhe kuyein mein giraa dun achha to gori tujhe kuyein mein giraa dun main kuyein mein naa gir jaaungi mera piya veeran ho jaaye main kuyein mein naa gir jaaungi mera piya veeran ho jaaye main baajra nahin khaungi mera kaala badan ho jaaye..