SONG: Mai Albeli Pyar Jataa Ke Le Leti Hu Dil - मैं अलबेली प्यार जताकर के ले लेती हूँ दिल

Mai Albeli Pyar Jataa Ke Le Leti Hu Dil - मैं अलबेली प्यार जताकर के ले लेती हूँ दिल

LYRICS:
me albeli pyar jata kar ke le leti hun dil ek najar main jis pe dalu ho jaye gaafil me albeli pyar jata ke le leti hun dil ek najar main jis pe dalu ho jaye gaafil me albeli pyar jata kar ke le leti hun dil ek najar main jis pe dalu ho jaye gaafil me albeli pyar jata ke le leti hun dil ek najar main jis pe dalu ho jaye gaafil bach ke rahana ae dilwalo main hun ek bala hans ke jo chahe le lu vo hun sokh ada bach ke rahana ae dilwalo main hun ek bala hans ke jo chahe le lu vo hun sokh ada udari ya ya ya udari ya ya ya udari ya ya ya jisko chahun kar leti hun pal bhar me hasil me albeli pyar jata ke le leti hun dil ek najar main jis pe dalu ho jaye gaafil chanda se bhi ujhli hun mai shola hun chingari phul samajh kar dil se khelun mai kitani matwari chanda se bhi ujhli hu mai shola hu chingari phul samajh kar dil se khelu mai kitani matwari udari ya ya ya udari ya ya ya udari ya ya ya dham se mere is duniya ki rangeen hai har mahfil ek najar main jis pe dalun ho jaye gaafil main albeli pyar jata ke le leti hun dil ek najar main jis pe dalu ho jaye gaafil me albeli pyar jata ke le leti hun dil ek najar main jis pe dalu ho jaye gaafil