SONG: Mai Albela Mastana - मैं अलबेला मस्ताना

Mai Albela Mastana - मैं अलबेला मस्ताना

LYRICS:
ladies and gentelman ladies and ladies mai khud apne aapko aapke samne pesh karta hu naam na pucho are kaam na pucho are are are pucho na kya hai thikana naam mera hain aashiq kaam hai dil ka lagana isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe albela mastana, albela mastana mai albela mastana naam mera hai aashiq kaam hai dil ka lagana isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe albela mastana, albela mastana mai albela mastana sabse hai dil ka rishta sabse hai apni yari kya karu ke achi surat lagti hai mujhko pyari ha ha pyari pyari le tujhpe ye jaan vari pyari pyari le tujhpe ye jaan vari har dil ka mai diwana har sama ka parvana isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe albela mastana, albela mastana mai albela mastana rang anokha mera, dhang mera hai nirala jisko hasi bhi mudhkar dekhe hu wo kismat wala koi jalta hai mujhse to jalta rahe koi jalta hai mujhse to jalta rahe jispe bhi najar dalu samjho wo dil hai nishana isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe albela mastana, albela mastana mai albela mastana hai wo tabiyat payi rah na saku mai akela isliye to charo taraf hai laga hasino ka mela ha ha husn walo pe yaro kurban jaiye husn walo pe yaro kurban jaiye mili jaha bhi aankhe bas apna vahi thikana isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe albela mastana, albela mastana mai albela mastana naam mera hai aashiq kaam hai dil ka lagana isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe albela mastana, albela mastana mai albela mastana albela mastana mastana diwana albela diwana