SONG: Mahalon Me Rehne Wale Hume Tere Dar Se Kya - महलों में रहने वाले हमें तेरे दर से क्या

Mahalon Me Rehne Wale Hume Tere Dar Se Kya - महलों में रहने वाले हमें तेरे दर से क्या

LYRICS:
mahlo me rahne wale hume tere dar se kya mahlo me rahne wale hume tere dar se kya mahlo me rahne wale hume tere dar se kya taqdir hai apni pyari hume unke ghar se kya taqdir hai apni pyari hume unke ghar se kya mahlo me rahne wale chota bada na koi barabar hai sab yaha chota bada na koi barabar hai sab yaha paida kiya hai jisne ussi ka hai ye jahaa paida kiya hai jisne ussi ka hai ye jahaa uska hi aasara hai hame duniya bhar se kya uska hi aasara hai hame duniya bhar se kya mahlo me rahne wale o dene walo humko na daulat ki bhikh do o dene walo humko na daulat ki bhikh do jholi hai dil ki khali mohabbat ki bikh do jholi hai dil ki khali mohabbat ki bikh do bukhe hai jis dagar se hame maal udhar se kya bukhe hai jis dagar se hame maal udhar se kya mahlo me rahne wale dil lak se hire moti bhi malik kasam na le dil lak se hire moti bhi malik kasam na le nafrat se agar mile to mohabbat bhi hum na le nafrat se agar mile to mohabbat bhi hum na le aise na dekh hame uss nazar se kya aise na dekh hame uss nazar se kya mahlo me rahne wale