SONG: Mahalon Ka Raja Mila - महलो का राजा मिला

Mahalon Ka Raja Mila - महलो का राजा मिला

LYRICS:
mahalo ka raja mila ke rani beti raj karegi khushi khushi kar do bida, tumhari beti raj karegi mahalo ka raja mila ke rani beti raj karegi khushi khushi kar do bida, tumhari beti raj karegi galiyo galiyo dhum machegi, galiyo galiyo dhum machegi kandhe kandhe doli chalegi doli me dolega jiya doli me dolega jiya, ke rani beti raj karegi khushi khushi kar do bida, tumhari beti raj karegi jis ghar jae swarg bana de, jis ghar jae swarg bana de dono kul ki laj nibha de yahi babul ji denge dua yahi babul ji denge dua, ke rani beti raj karegi khushi khushi kar do bida, tumhari beti raj karegi beti to hai dhan hi paraya, beti to hai dhan hi paraya pas apane koi kab rakh paya bhari karana na apana jiya bhari karana na apana jiya, tumhari beti raj karegi khushi khushi kar do bida, tumhari beti raj karegi