SONG: Mahafil Men Jal Uthi Shamaa, Paravaane Ke Liye - महफ़िल में जल उठी शमा परवाने के लिये

Mahafil Men Jal Uthi Shamaa, Paravaane Ke Liye - महफ़िल में जल उठी शमा परवाने के लिये

LYRICS:
mahfil me jal uthi shama mahfil me jal uthi shama parvane ke liye prit bani hai duniya me mar jane ke liye mahfil me jal uthi shama parvane ke liye prit bani hai duniya me mar jane ke liye charo taraf lagaye phere phir bhi haradam dur rahe ulfat dekho aag bani hai milane se majbur rahe yahi saza hai duniya me yahi saza hai duniya me divane ke liye prit bani hai duniya me mar jane ke liye mahfil me jal uthi shama parvane ke liye prit bani hai duniya me mar jane ke liye marne ka hai nam mohabbat jalane ka hai nam javani patthar dil hai sunne vale kahne vala aankh ka pani ansu aye aankho me ansu aye ankho me gir jane ke liye prit bani hai duniya me mar jane ke liye mahfil me jal uthi shama parvane ke liye prit bani hai duniya me mar jane ke liye