SONG: Madine Ki Galiyon Se Aawaz Aayi, Mohmmed Ke Jalwo Se Roshan Khudai - मदीने की गलियों से आवाज़ आई, मोहम्मद के जलवो से रोशन खुदाई

Madine Ki Galiyon Se Aawaz Aayi, Mohmmed Ke Jalwo Se Roshan Khudai - मदीने की गलियों से आवाज़ आई, मोहम्मद के जलवो से रोशन खुदाई

LYRICS:
adawat ko mohabbat, dushmani ko dosti di hai arab ke noor ne, sare jaha ko roshni di hai madine ki madine ki, madine ki madine ki galio se aawaz aayi madine ki galio se aawaz aayi mohammad ke jalwo se roshan khudai mohammad ke jalwo se roshan khudai ha madine ki ho madine ki madine ki galio se aawaz aayi ha madine ki galio se aawaz aayi teri har bat noorani tera paigam kurbani mahakte geshuo wale mahakte geshuo wale ha ha ji geshuo wale teri duniya hai diwani teri tu yar khuda dildar khuda jalwa hai tera didare khuda darbar tera darbare khuda darbar tera darbare khuda ye do dosto ki hasi dosti hai chupa hai koi koi jalwanuma hai shariyat na roke mai saf kah du shariyat na roke to mai saf kah du khuda hai mohabbat, mohabbat khuda hai azano se sari fiza jagmagaye madine ki ho madine ki madine ki galiyo se aawaz aayi ha madine ki galiyo se aawaz aayi ye dunia aani jani hai ,yaha har chiz fani hai jo aata hai wo jata hai, jo jata hai rulata hai safar me jindgani hai, adhuri har kahani hai ye hasti ek dheraa hai, saray me basera hai izzat shohrat daulat azmat aate jate saye tere alawa shahe madina koi kam na aaye o aaka koi kam na aaye data koi kam na aaye maula koi kam na aaye andhero ne ghera hai parda utha de tere pas aaya hu rasta dikha de tere pas aaya hu rasta dikha de tere nam se sara aalam hai roshan meri teera bhakti ko bhi jagmaga de meri teera bhakti ko bhi jagmaga de nafrat ki kali duniya me leke ujala aaya maula duniya ke dukh dard mitane kamli wala aaya, mera kamli wala aaya tera kamli wala aaya sabka kamli wala aaya andher me jaise kiran muskurai mohammad ke jalwo se roshan khudai ha madine ki ho madine ki madine ki galiyo se aawaz aayi ha madine ki galiyo se aawaz aayi chirage noor rabba ni allah nahi tera koi sani allah sahara besaharo ka allah dilasa gum ke maro ka allah hanima dai ke pale allah arab ke bakario wale allah juba kuran hai teri allah shariyat shan hai teri allah tere dar pe jo aaye wo tera ho jaye chahe kaisi bhi aafat ho us par aanch na aaye jo tujhse lau lagata hai khuda usko bachata hai khuda usko bachata hai tera majhab mohabbat hai sharafat hai sadakat hai auro ke liye jo jeeta hai auro ke liye jo marta hai wo sahibe iman hota hai wo sachi ibadat karta hai har gum ki dawa arman hai tera har dil ka suku roza hai tera ae shahe umag sartaje haram teri bhi taraf ho chasme karam jaha me hai roshan teri dilrubaai mohammad ke jalwo se roshan khudai ha madine ki ho madine ki madine ki galiyo se aawaz aayi ha madine ki galiyo se aawaz aayi