SONG: Madhur Suron Me Suno Jhamela - मधुर सुरों में सुनो झमेला

Madhur Suron Me Suno Jhamela - मधुर सुरों में सुनो झमेला

LYRICS:
madhur suro me suno jhamela madhur suro me suno jhamela ek tha maznoo ek thi laila madhur suro me suno jhamela madhur suro me suno jhamela ek tha maznoo ek thi laila hilmil ke dono ne aisa pyar ha natak khela pagadi ban gayi daak ka thaila pagadi ban gayi daak ka thaila thaila thaila madhur suro me suno jhamela madhur suro me suno jhamela ek tha maznoo ek thi laila pagadi ke bahar thi makhamal andar thi khatmal ki mehfil ek khatmal ne aag laga di kaat ke aisi break laga di ruk gaya pyar ka thela thela madhur suro me suno jhamela ek tha maznoo ek thi laila bich bhanwar mein chhod ke naiyya aap to chhup gaye khatmal bahiyaa angaliyada to lakh ho apne toot gaye sab pyar he sapne reh gaya maznoo akela akela akela madhur suro me suno jhamela ek tha maznoo ek thi laila