SONG: Madhuban Kushbu Deta Hai - मधुबन ख़ुशबू देता है

Madhuban Kushbu Deta Hai - मधुबन ख़ुशबू देता है

LYRICS:
madhuban khushbu deta hai, sagar sawan deta hai jina uska jina hai, jo auro ko jiwan deta hai madhuban khushbu deta hai suraj na ban paye to ban ke deepak jalta chal suraj na ban paye to ban ke deepak jalta chal phul mile ya angare, sach ki raho pe chalta chal sach ki raho pe chalta chal pyar dilo ko deta hai, ashko ko daman deta hai jina uska jina hai, jo auro ko jiwan deta hai madhuban khushbu deta hai, sagar sawan deta hai madhuban khushbu deta hai chalti hai laharake pawan ke sans sabhi ki chalti rahe chalti hai laharake pawan ke sans sabhi ki chalti rahe logo ne tyag diye jiwan, ke preet dilo me palti rahe ke preet dilo me palti rahe dil wo dil hai jo auro ko, apni dhadkan deta hai jina uska jina hai, jo auro ko jiwan deta hai madhuban khushbu deta hai, sagar sawan deta hai madhuban khushbu deta hai