SONG: Madhuban Khushbu Deta Hai (Male) - मधुबन खुशबू देता है

Madhuban Khushbu Deta Hai (Male) - मधुबन खुशबू देता है

LYRICS:
madhuban khusbu deta hai sagar sawan deta hai jina uska jina hai jo oro ko jeevan deta hai madhuban khusbu deta hai suraj na ban paaye to banke deepak jalta chal suraj na ban paaye to banke deepak jalta chal phul mile ya angare sach ki raaho pe chalta chal sach ki raaho pe chalta chal pyaar dilo ko deta hai ashko ko daaman deta hai jina uska jina hai jo oro ko jeevan deta hai madhuban khusbu deta hai sagar sawan deta hai madhuban khusbu deta hai chalti hai lehrake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe chalti hai lehrake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe logo ne tyag diye jeewan ke preet dilo mein palti rahe ke preet dilo mein palti rahe dil wo dil hai jo oro ko apni dhadkan deta hai jina uska jina hai jo oro ko jeevan deta hai madhuban khusbu deta hai sagar saawan deta hai madhuban khusbu deta hai