SONG: Madhu Ritu Aai Phaagun Ki Sakhi - प : मधु-रितु आई फागुन की सखि भ्रमरों की भरमार

Madhu Ritu Aai Phaagun Ki Sakhi - प : मधु-रितु आई फागुन की सखि भ्रमरों की भरमार

LYRICS:
pa : madhu-ritu aa_i phaagun ki sakhi bhramaro ki bharamaar ras ke lobhi kali-kali ko chumat sau-sau baar pa : madhur-madhur bridaavan saaje ko : madhur-madhur bridaavan saaje pa : madhur shyaam ki baansuri baaje ko : madhur shyaam ki baansuri baaje pa : madhur-madhur saajan ki raate madhur-madhur chitawan ki ghaate ko : madhur-madhur saajan ki raate madhur-madhur chitawan ki ghaate pa : madhur-madhur madhur-madhur jhum tananana jhum jhum paayal ki jhakaar ko : madhur-madhur madhur-madhur jhum tananana jhum jhum paayal ki jhakaar pa : naach bhramar tu naach bhramaro ki bharamaar ko : ( naach bhramar tu naach bhramaro ki bharamaar ) -2 pa : naach bhramar tu naach ko : bhramaro ki bharamaar