SONG: Madhoshi Me Tanhayi Me - मदहोशी में तन्हाई में

Madhoshi Me Tanhayi Me - मदहोशी में तन्हाई में

LYRICS:
madhoshi me tanhayi me angdayi me ab husn nakab uthata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai khamoshi me tanhayi me jab ishk nashe me aata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai do din ki zindagi sanam na sath chodna aji sath chodna tere liye aaye hai hum na hath chodna aji na hath chodna samjhne lage hai tumhari najar ko hum aji kis bat ka hai gum dhire se dil ke taro pe jab pyar ka bulbul gata hai ha pyar ka bulbul gata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai sanam suno ek bat apni pahli mulakat sanam suno ek bat apni pahli mulakat gujar jaye na rat gujar jaye na rat kya rat ki aukat chuda jaye jo hath kya rat ki aukat chuda jaye jo hath jab hum tumhare sath ek najar idhar ek najar udhar jab haar bhi khusbu pata hai jab haar bhi khusbu pata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai madhoshi me angdayi me khamoshi me tanhayi me jab ishk nashe me aata hai jab husn nakab uthata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai madhoshi me angdayi me khamoshi me tanhayi me jab ishk nashe me aata hai jab husn nakab uthata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai tab koi kisi ka ho hi jata hai