SONG: Madbhari Hai Pyaar Ki Palke - मदभरी है प्यार की पलके

Madbhari Hai Pyaar Ki Palke - मदभरी है प्यार की पलके

LYRICS:
madbhari hai pyaar ki palke, madbhari hai pyaar ki palke halki halki bundiya chhalke madbhari hai pyaar ki palke, halki halki bundiya chhalake madbhari hai pyaar ki palke main rangin shaam hoon, ek chhalakta jaam hoon main rangin shaam hoon, ek chhalakta jaam hoon jab muskaayi dekho bijali giraayi dekho bachna deewaane mere yaar se rehna jara sambhal ke, halki halki bundiya chhalke madbhari hai pyaar ki palke, halki halki bundiya chhalke madbhari hai pyaar ki palke arj karu hajur se, dekh mujhe dur se arj karu hajur se, dekh mujhe dur se paas jab aaye aag paani mein lagaaye bas bach o deewaane mere pyaar se, kehta hai dil machal ke halki halki bundiya chhalke madbhari hai pyaar ki palke, madbhari hai pyaar ki palke honto pe tera naam tu hi toh hai mera shaam tere siva mera koi aur na, honto pe tera naam jivan apna tum sang bandha, tu hi mera mohan main hi teri raadha charano mein tere piya mere hai chaaro dhaam tere siva mera koi aur na tere siva mera koi aur na tere siva mera koi aur na