SONG: Madam Moti Niyat Ki Khoti - मैडम मोटी नियत की खोंटी

Madam Moti Niyat Ki Khoti - मैडम मोटी नियत की खोंटी

LYRICS:
madam moti, niyat ki khoti o madam moti, niyat ki khoti o nakhre karti hain, hamse ladti hain tauba karti hain darti hain kyu, pyar se o mister gattu, are nikhattu o mister gattu, are nikhattu o lafda karta hain, aahe bharta hain paanw padta hain, marta hain kyu khaar se o madam moti tera baap mere bap ko bana gaya bhola bhalal baapu mera dhokha kha gaya tera baap mere bap ko bana gaya bhola bhalal baapu mera dhokha kha gaya are bhai deke mujhko fansi hay khud chala gaya ke tu bhi aata tha, khud bulata tha tohfe la la ke deta tha baazar se o madam moti, niyat ki khoti o nakhre karti hain, hmse ladti hain tauba karti hain darti hain kyu pyar se o mister gattu bijaliya chhupi thi meri chal dhal me fans gayi main pyaar karke tere jaal me bijaliya chhupi thi meri chal dhal me fans gayi main pyaar karke tere jaal me dekh dubli ho gayi hu ek saal me jhuth bakti hain, kyo matkati hain jakhmi karti hain, nakhro ki talwaar se o mister gattu, are nikhattu o lafda karta hain, aahe bharta hain paanw padta hain, marta hain kyu khaar se o madam moti thag liya hain tune, ye rapat likhaunga tu to mujhko kahta tha, ki ab na aaunga thag liya hain tune, ye rapat likhaunga tu to mujhko kahta tha, ki ab na aaunga are chhod chhad tujhko, hardwar jaaunga o pede batungi, cake katungi jaan chhutegi jo meri sarkaar se o madam moti, niyat ki khoti o nakhre karti hain, hamse ladti hain tauba karti hain darti hain kyu, pyar se o mistar gattu, o madam moti are nikhattu, niyat ki khoti