SONG: Madahosh Hava Matawali Fiza - मदहोश हवा मतवाली फ़िज़ा

Madahosh Hava Matawali Fiza - मदहोश हवा मतवाली फ़िज़ा

LYRICS:
madhosh hawa matwaali fiza sansaar suhaana lagta hai madhosh hawa matwaali fiza sansaar suhaana lagta hai kar le na kisi se pyaar kahi dil apna deewana lagta hai madhosh hawa matwaali fiza sansaar suhaana lagta hai rahi hu naya anjan dagar pyara hai bada jeevan ka safar rahi hu naya anjan dagar pyara hai bada jeevan ka safar nikla hu main apni masti mein maalum nahin manzil hai kidhar nikla hu main apni masti mein maalum nahin manzil hai kidhar ye badhte hue bechain kadam aayenge thikana lagta hai kar le na kissi se pyaar kahi dil apna deewana lagta hai madhosh hawa matwaali fiza sansaar suhaana lagta hai kar le na kisi se pyaar kahi dil apna deewana lagta hai madhosh hawa matwaali fiza sansaar suhaana lagta hai pal bhar ko na hum aaraam kare do hath hazaro kaam kare pal bhar ko na hum aaraam kare do hath hazaro kaam kare kismat ki shikaayat kya karna bhagwan ko kyo badnaam kare ek roz humare haathon se badlega zamana lagta hai kar le na kisi se pyaar kahi dil apna deewana lagta hai madhosh hawa matwaali fiza sansaar suhaana lagta hai jo aag tumhare dil mein lage us aag me mera dil bhi jale jo aag tumhare dil mein lage us aag me mera dil bhi jale dhanwaan ho ya nirdhan ho koi data ki nazar mein ek hue insaan se rishta insan ka is jag mein puraana lagta hai kar le na kisi se pyaar kahi dil apna deewana lagta hai madhosh hawa matwaali fiza sansaar suhaana lagta hai najr hai kahi julfe hai kahi har baat jawa har baat hasi mitata hai mera dil mit jaye tu apni adaye rok nahi andaj-e-jawani kya kahiye thokar mein jaman lagta hai tum apni najar ki bechain samjhogi nahi kamsin ho abhi aata hai maja ab jine mein badh jaye hamari dil ki lagi dekha jo tumhe to yaad aaya ye dard purana lagta hai