SONG: Machal Ke Jab Bhi Aankho Se - मचल के जब भी आँखों से

Machal Ke Jab Bhi Aankho Se - मचल के जब भी आँखों से

LYRICS:
machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu suna hai aabsharo ko badi taqlif hoti hai machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu machal ke jab bhi aankho se khudara ab to bujh jane do is jalti huyi lau ko khudara ab to bujh jane do is jalti huyi lau ko charago se mazaaro ko badi taqlif hoti hai charago se mazaaro ko badi taqlif hoti hai machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu machal ke jab bhi aankho se kahu kya wo badi masumiyat se puchh baithe hai kahu kya wo badi masumiyat se puchh baithe hai kya sachmuch dil ke maaro ko badi taqlif hoti hai kya sachmuch dil ke maaro ko badi taqlif hoti hai machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu machal ke jab bhi aankho se tumhara kya tumhe to raah de dete hai kaante bhi tumhara kya tumhe to raah de dete hai kaante bhi magar hum khaksaro ko badi taqlif hoti hai magar hum khaksaro ko badi taqlif hoti hai machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu suna hai aabsharo ko badi taqlif hoti hai machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu