SONG: Maayus Bagbaan Ko Chaman Chhodna Pada - मायूस बागबाँ को चमन छोड़ना पड़ा

Maayus Bagbaan Ko Chaman Chhodna Pada - मायूस बागबाँ को चमन छोड़ना पड़ा

LYRICS:
mayush bagba ko chaman chodna pada apne hi gulo gumche se muh modna pada ab jindagi ka koi sahara nahi raha ab jindagi ka koi sahara nahi raha apne hi ghar me apna basera nahi raha ab jindagi ka koi kyu lag gaya insaf ke minar pe grehan dekar khushi ki jindagi lekar tamam gum wo ja raha hai gesro saman bewatan jaise gali me koi chanasha nahi raha apne hi ghar me apna basera nahi raha ab jindagi ka koi yu so rahe hai dil ki sada tak nahi sunte aawaz nahi dete hai aahat nahi sunte apni hi kahani ka baya tak nahi sunte apne hi razdar pe takiya nahi raha apne hi ghar me apna basera nahi raha ab jindagi ka koi