SONG: Maat Pita Ka Naam (Part Ii) - मात पिता का नाम

Maat Pita Ka Naam (Part Ii) - मात पिता का नाम

LYRICS:
maat pita ka naam gunjta maat pita ka naam gunjta jiski aakhiri saans me koi aisa lal bata de duniya ke itihas me duniya ke itihas me maat pita ka naam gunjta jiski aakhiri saans me koi aisa lal bata de duniya ke itihas me duniya ke itihas me koi aisa lal bata de katha sharvan ki sharvan karo har bol lagega pyara chhalak uthegi kano me jaise amrit ki dhara chhod andhera aa jao chhod andhera aa jao poonam ke puran parkash me koi aisa lal bata de duniya ke itihas me duniya ke itihas me koi aisa lal bata de maat pita ka naam gunjta pal pal jiski saans me koi aisa lal bata de duniya ke itihas me duniya ke itihas me koi aisa lal bata ek taraf duniya ke sukh the bhog vilaas ki maya ek taraf maa baap ki seva karam yahi man bhaya sukh dukh me din me raat me sada raha jo paas me koi aisa lal bata de duniya ke itihas me duniya ke itihas me koi aisa lal bata de har kaante ko phul samajh kar jisne gale lagaya mamta ki godi me jisne apna swarg basaya seva ka sansar basa tha is charno ke daas me koi aisa lal bata de duniya ke itihas me duniya ke itihas me koi aisa lal bata de tan ka khun gira hai jharne phute sat ke kabhi kaput nahi ho sakte bacche is bharat ke kaam amar dharti par jiska naam amar aakash me koi aisa lal bata de duniya ke itihas me duniya ke itihas me koi aisa lal bata de