SONG: Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye - मासूम चेहरा ये कातिल अदाएं

Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye - मासूम चेहरा ये कातिल अदाएं

LYRICS:
maasum chehara ye kaatil adaaye ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehari tumhari nigaahe dubo de na hamako ye laakar kanaare saagar se gehari huwa samna kya ke sau tir khaye ajab tir the woh najar bhi na aaye ajab tir the woh najar bhi na aaye kya hum pe gujari tumhe kya bataaye ke bemaut maare gaye hum bechaare saagar se gehari tumhari nigaahe dubo de na hamako ye laakar kanaare saagar se gehari mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum ke abb raahon ki dhul hai dono aalam mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum ke abb raahon ki dhul hai dono aalam magar keh rahi hai ye dil ki sadaaye de na hamako ye laakar kanaare maasum chehara ye kaatil adaaye ke bemaut maare gaye hum bichaare maasum chehara diya jakhm tumne bada khubsurat liya daag hamne bada khubsurat diya jakhm tumne bada khubsurat liya daag hamne bada khubsurat salaamat rahein aapki ye jafaayein ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehari tumhari nigaahe dubo de na hamako ye laakar kanaare maasum chehara