SONG: Maaro Na Nainanwa Ke Baan - मारों ना नयनवा के बाण

Maaro Na Nainanwa Ke Baan - मारों ना नयनवा के बाण

LYRICS:
maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa maro na naynwa ke baan maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa maro na naynwa ke baan main sadke jawa chupke se aaya karo chupke se chupke se aaya karo chupke se jaya karo gali pe meri aake git na gaya karo siti na bajaya karo siti na bajaya karo duniya badi hai beiman duniya badi hai beiman haye main sadke jawa maro na naynwa ke baan main sadke jawa dil me siva tumhare koi na aayega dil ke bangle pe mere pahra lag jayega dil me siva tumhare koi na aayega dil ke bangle pe mere pahra lag jayega khade kardungi do darban khade kardungi do darban haye main sadke jawa maro na naynwa ke baan main sadke jawa neha laga ke mujh se char chaubis na karna neha laga ke mujh se char chaubis na karna mehndi hu aap saja li mere gusse se drna mere gusse se darna lafde me pad jayegi jaan haye main sadke jawa maro na naynwa ke baan main sadke jawa kam hai gana mera rihana nam mera kam hai gana mera rihana nam mera mera pata hai dilgistan mera pata hai dilgistan haye main sadke jawa maro na naynwa ke baan main sadke jawa