SONG: Maarenge Kas Kas Ke Baan Saiya Mere Nain Katile - मारेंगे कस कस के बान सईयाँ मेरे नैन कटीले

Maarenge Kas Kas Ke Baan Saiya Mere Nain Katile - मारेंगे कस कस के बान सईयाँ मेरे नैन कटीले

LYRICS:
marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile le gaye has has ke jan gori tere bol rasile marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile jo koi mujhse haye jo koi mujhse ankhiya milaye jo koi mujhse ha jo koi mujhse ankhiya milaye tir najar se bach ke na jaye tir najar se bach ke na jaye bhago bacha ke beta jan bhago bacha ke beta jan koi din or bhi ji le marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile kar du jidhr bhi hay kar du jidhr bhi mai ek ishara kar du jidhr bhi hay kar du jidhr bhi mai ek ishara dunia pukare haye mara re mara dunia pukare haye mara re mara niklegi ruk ruk ke jaan niklegi ruk ruk ke jaan beta jara pani to pi le marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile chand chadhe jo hay chand chadhe jo tu baithe atariya chand chadhe jo ha ha chand chadhe jo tu baithe atariya chanda ko chhod pade mujhpe najriya chanda ko chhod pade mujhpe najriya tak tak ke gori teri shan tak tak ke gori teri shan kayi dil ho gaye pile marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile le gaye has has ke jan gori tere bol rasile