SONG: Maan Mausam Ka Kaha - मान मौसम का कहा छाई घटा जाम उठा

Maan Mausam Ka Kaha - मान मौसम का कहा छाई घटा जाम उठा

LYRICS:
maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha aag se aag bujha phool khila jaam utha maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun bhul ja shikva gila hath mila jaam utha maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha aag se aag bujha phool khila jaam utha maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha ek pal bhi kabhi ho jata hai sadiyo jaisa ek pal bhi kabhi ho jata hai sadiyo jaisa der kya karna yaha hath batha jaam utha maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha aag se aag bujha phool khila jaam utha maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha pyar hi pyar hai sab log barabar hai yaha pyar hi pyar hai sab log barabar hai yaha maikade mein koi chhota na bada jaam utha maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha aag se aag bujha phool khila jaam utha maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha