SONG: Maan Ke Maidan Mein Khwabon Ka Karwaan Hai Tu - मन के मैदान में ख्वाबों का करवान है तू

Maan Ke Maidan Mein Khwabon Ka Karwaan Hai Tu - मन के मैदान में ख्वाबों का करवान है तू

LYRICS:
aa sajna in nainn mein palak dhank to helun na mein dekhu gair ko na tohe dekhan dun kajal daalu kirkira jo surma diya na jaaye jin nain n me pih base dooja kon samaaye dooja kon samaaye man ke medan mein khwaabon ka kaarwa hai tu, hai tu meri saari zameen aur saara aasman hai tu, hai tu hothon ki hassi bhi tu aankhon ka khara pani bhi tu, hai tu khoyi hui raah mein surat jaani pehchani tu hai tu man ke medan mein khwaabon ka kaarwa barfo sa laage hai tera chuna meri sardiyaan toh barfo sa laage hai tera chuna meri sardiyaan toh apne hi mann pe chalti hain jo na aisi marjiyaan toh marjiyaan toh kabhi ziddi besabar kabhi abhi abhi si tu milkar itna kyun lagti hain kabhi kabhi si tu mere sapno ke sitaare tere zameen pe tu nahin to mein kanha tu nahin to mein kanha hothon ki hassi bhi tu aankhon ka khara pani bhi tu, hai tu khoyi hui raah mein surat jaani pehchani tu hai tu man ke medan mein khwaabon ka kaarwa hai tu, hai tu meri saari zameen aur saara aasman hai tu, hai tu.