SONG: Maa Santoshi Tumne - माँ संतोषी तुमने

Maa Santoshi Tumne - माँ संतोषी तुमने

LYRICS:
maiya o maiya maa santoshi tumne mujhpe upkar bada kiya hain us maa ke bhi darshan karwa do jis maa ne janam diya hain jis maa ne janam diya hain tumre hote kahe mujhe log bin maa ka bolo maiya hain ye insaaf kahan ka tumre hote kahe mujhe log bin maa ka bolo maiya hain ye insaaf kahan ka kuch karo aisa ke ho jaye band muh duniya ka us mamta ki devi se milwa do jis maa ne janam diya hain jis maa ne janam diya hain mujh pe harpal rahi in charno ki chhaya maine har sukh yaha bin maange hi paya mujh pe harpal rahi in charno ki chhaya maine har sukh yaha bin maange hi paya vivash hokar aaj main kuch maangne ko aaya mujhe charno me uske pahucha do jis maa ne janam diya hain jis maa ne janam diya hain tukde tukde kaleja aankho me hain pani tumse ojhal nahi maa dukho ki kahani tukde tukde kaleja aankho me hain pani tumse ojhal nahi maa dukho ki kahani jaan de dunga jo meri baat nahi mani kuch mujhko thikana uska do jis maa ne janam diya hain jis maa ne janam diya hain maa santoshi tumne mujhpe upkar bada kiya hain us maa ke bhi darshan karwa do jis maa ne janam diya hain jis maa ne janam diya hain maiya o maiya o maiya o maiya