SONG: Maa Ki Mamta Pyaar Pita Ka - माँ की ममता प्यार पिता को

Maa Ki Mamta Pyaar Pita Ka - माँ की ममता प्यार पिता को

LYRICS:
o maa ki mamta pyar pita ko sakhiyo ka sang chhoda piya ji maine tujhse nata joda o maa ki mamta pyar pita ko sakhiyo ka sang chhoda piya ji maine tujhse nata joda kasme khayi sath sath aur sath lagaye fere duniya wale rahe gwahi kuch tere kuch mere doli saji shehnai baji duniya ko rota chhoda piya ji maine tujhse nata joda daulat nahi dahej nahi hai dene ko dil aayi hu chhod ke apna desh balam main dwar tere aayi hu tune piya apna maan liya tune piya apna maan liya ehsaan nahi ye thoda piya ji maine tujhse nata joda o maa ki mamta pyar pita ko sakhiyo ka sang chhoda piya ji maine tujhse nata joda o piya ji maine piya ji maine piya ji maine tujhse nata joda piya ji maine tujhse nata joda o