SONG: Luti Zindagi Aur Gham Muskuraye - लुटी जिंदगी और ग़म मुस्कुराये

Luti Zindagi Aur Gham Muskuraye - लुटी जिंदगी और ग़म मुस्कुराये

LYRICS:
bahar wale tere ghar charag jalte hai humare dil me magar dil ki daag jalte hai luti jindagi aur gham muskuraye tere is jaha se hum baaz aaye luti jindagi aur gham muskuraye tere is jaha se hum baaz aaye luti jindagi gale humse milakar khushi ro rahi hai gale humse milakar khushi ro rahi hai chaman hans raha hai kali ro rahi hai chaman hans raha hai kali ro rahi hai haye dhali ek pal me baharo ke saaye tere is jaha se hum baaz aaye luti jindagi giri bijaliya ghar banane se pehle giri bijaliya ghar banane se pehle jala aashiyana sajane se pehle jala aashiyana sajane se pehle haye ajab hai jamana bana kar mitaye tere is jaha se hum baaz aaye luti jindagi aur gham muskuraye tere is jaha se hum baaz aaye luti jindagi