SONG: Lutaa Hai Zamaane Ne Qismat Ne Mitaayaa Hai - लूटा हैं ज़माने ने क़िस्मत ने मिटाया हैं

Lutaa Hai Zamaane Ne Qismat Ne Mitaayaa Hai - लूटा हैं ज़माने ने क़िस्मत ने मिटाया हैं

LYRICS:
luta hai zamane ne kismat ne mitaya hai ek baar hansaya th ek baar hansaya tha ek baar rulaya hai luta hai zamane ne kismat ne mitaya hai duniya me wafa kaisi ulfat bhi hai ek dhokha duniya me wafa kaisi ulfat bhi hai ek dhokha ye duniya bhi dekhi hai ye duniya bhi dekhi hai, ye dhokha bhi khaya hai is gam ke andhere me ab yaad nahi ye bhi is gam ke andhere me ab yaad nahi ye bhi kab deep jalaya tha kab deep jalaya tha, kab deep bujhaya hai khaamosh hu is dar se ruswai na ho teri khaamosh hu is dar se ruswai na ho teri umade huye ashqo ko umade huye ashqo ko, palko me chhupaya hai luta hai zamane ne kismat ne mitaya hai