SONG: Lut Liyaa, Kisi Garib Kaa Ghar - लूट लिया, किसी गरीब का घर

Lut Liyaa, Kisi Garib Kaa Ghar - लूट लिया, किसी गरीब का घर

LYRICS:
lut liya, lut liya kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya kisi garib ka ghar kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya karu main kis se gila karu main kis se gila jab khuda ne lut liya kisi garib ka ghar kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya lahu se dil ke jalaya tha jo chiraag humne lahu se dil ke jalaya tha jo chiraag humne usi chiraag ko zaalim usi chiraag ko zaalim hawa ne lut liya kisi garib ka ghar duhai hai are insaaf ki duhai hai duhai hai are insaaf ki duhai hai ki ek fakir ko ki ek fakir ko aalampana ne lut liya karu main kis se gila karu main kis se gila jab khuda ne lut liya kisi garib ka ghar kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya