SONG: Lut Gayi Ummido Ki Duniya - लूट गई उम्मीदों की दुनिया

Lut Gayi Ummido Ki Duniya - लूट गई उम्मीदों की दुनिया

LYRICS:
lut gayi ummido ki duniya lut gayi ummido ki duniya khun hua armano ka apno ne barbad kiya kya shikwa kare begano ka lut gayi ummido ki duniya bairi hai bedard zamana bairi hai bedard zamana har aasu hai ek fasana har aasu hai ek fasana sunne wala koi nahi in dard bhare afsano ka lut gayi ummido ki duniya khun hua armano ka apno ne barbad kiya kya shikwa kare begano ka lut gayi ummido ki duniya naav bhawar me dur kinara naav bhawar me dur kinara nazar na aaye koi sahara nazar na aaye koi sahara khevan har ne dil ko hara jor bada tufano ka lut gayi ummido ki duniya khun hua armano ka apno ne barbad kiya kya shikwa kare begano ka lut gayi ummido ki duniya