SONG: Lut Gaya Din Raat Ka Aaram Kyu - लुट गया दिन रात का आराम क्यों

Lut Gaya Din Raat Ka Aaram Kyu - लुट गया दिन रात का आराम क्यों

LYRICS:
lut gaya din raat ka aaram kyu lut gaya din raat ka aaram kyu aye mohabbat tera ye anjam kyu lut gaya din raat ka aaram kyu humne mangi thi mohabbat ki sharab humne mangi thi mohabbat ki sharab layi kismat aansuo ka jaam kyu lut gaya din raat ka aaram kyu dil samjhta hai ke tu hai bewafa dil samjhta hai ke tu hai bewafa aa raha hai lab pe tera naam kyu aa raha hai lab pe tera naam kyu lut gaya din raat ka aaram kyu