SONG: Lucknow Chhuta To Dilli Ne Loota - लखनऊ छुटा तो दिल्ली ने लूटा

Lucknow Chhuta To Dilli Ne Loota - लखनऊ छुटा तो दिल्ली ने लूटा

LYRICS:
lucknow chhuta to dilli ne luta lucknow chhuta to dilli ne luta ye mana kabhi main naadaan thi ye mana kabhi main naadaan thi yaaro ne dikhaya mujhe har khaab jhutha lucknow chhuta to dilli ne luta lucknow chhuta to dilli ne luta dilli shahar se jab kiya kinara to bambai me chamka kismat ka sitara dilli shahar se jab kiya kinara to bambai me chamka kismat ka sitara hazaaro hai dil mere kadmo ke niche ke rahti hai daulat mere aage pichhe lutaane lage, log mujhpe dilo jaan mere khaab karte, hai sabko pareshaan vo shohrat hui mere naam ki haay vo shohrat hui mere naam ki ho ab main dikhaati firun sab ko angutha lucknow chhuta to dilli ne luta lucknow chhuta to dilli ne luta meri najar ka bana jo nishana vo raha umar bhar mera hi diwana meri najar ka bana jo nishana vo raha umar bhar mera hi diwana kai khun karti hun main dil dahaade ki kaanun bhi mera kuch na bigaade ye fankaar mara, gajardaar mara sabhi ko ban ke gunehgaar mara mere hath me hai dukhti rage mere hath me hai dukhti rage ho usi ne manaya mujhe jo mujh se rutha lucknow chhuta to dilli ne luta lucknow chhuta to dilli ne luta ye mana kabhi main naadaan thi haay mana kabhi main naadaan thi ho yaaro ne dikhaya mujhe har khaab jhutha lucknow chhuta to dilli ne luta lucknow chhuta to dilli ne luta