SONG: Lori Suna Suna Ke Sulati Hai Nariya - लोरी सुना सुना के सुलाती है नारियां

Lori Suna Suna Ke Sulati Hai Nariya - लोरी सुना सुना के सुलाती है नारियां

LYRICS:
chup ho ja do dilo ki mohabbat ke natije chup ho ja apne ladle fufa ke bhatije lori lori lori, ae mayi lori arey lori suna suna ke sulati hai nariya ye mard bhi kar sakte hai, mard jindabaad ab hoga imtiha, imtiha, imtiha muskura ladle muskura, muskura ladle muskura koi bhi phul aitno naa thi khubsurat hai jitna ye tera mukhda muskura ladle muskura, muskura ladle muskura dole re dole dole re dole dekh rona hai bura, raag hai ye besura kaam nari ka rona kampyari ka rona mera pyara kyu roye naintara kyu roye or bhi bacche hai wo kitne acche hai jo sada haste rahe, jinke aansu na bahe unse sab pyar kare, unse sab pyar kare hoye unse sab pyar kare, haye unse sab pyar kare mai hasane ko tujhe dekh kya kya na bana ha sulane ko tujhe dekh kya kya na bana kabhi lachkau kamar kabhi matkau najar hai meri patli kamar hai meri tirchi najar haye haye meri kamar dekh le meri kamar kaise hile meri kamar haye haye meri kamar dekh sarmana mera dekh balkhana mera kisi ne tere siwa mujhe agar dekh liya hai isi baat ka dar mujhpe rakh lega najar mujhpe rakh lega najar, mujhpe rakh lega najar mujhpe rakh lega najar, hoye mujhpe rakh lega najar ae mere munne kisi ki khata ki mujhko na de tu saja koi bhi phul aitno naa thi khubsurat hai jitna ye tera mukhda muskura ladle muskura, muskura ladle muskura, muskura, muskura tujhko mummy ki kasam tujhko daddy ki kasam rona ab chhod de tu taan ye tod de tu haske khaye jo chane uski to sehat bane roke badam khaye dubla hota jaye aayi bulbul ki sada rone wala hai gadha aayi bulbul ki sada rone wala hai gadha rone wala hai gadha, hoye rone wala hai gadha rone wala hai gadha, hoye rone wala hai gadha hoja chupchap na ro na ro mere baap na ro dekh ab shor na kar mujhko tu bor na kar tu mera dil naa jala mujhko gussa na dila tujhse fariyad karu le tere paanv padu kahna mera maan le tu, ye bhi ab jaan le tu ye bhi ab jaan le tu, jaan le tu jaan le tu ab bhi agar tu chup na hua to tod dunga thopda tera koi bhi phul aitno naa thi khubsurat hai jitna ye tera mukhda muskura ladle muskura, muskura ladle muskura, muskura, muskura