SONG: Loot Le Duniya Ke Maze Ye Duniya Teri Hai - लूट ले दुनिया के मजे ये दुनिया तेरी है

Loot Le Duniya Ke Maze Ye Duniya Teri Hai - लूट ले दुनिया के मजे ये दुनिया तेरी है

LYRICS:
loot le loot le duniya ke maje ye duniya teri hai tu duniya ke liye loot le loot le duniya ke maje ek shama jalti hai uske lakho hai parwane ulfat ka hai khel nirala diwana kya jane is duniya ke rang rup hai tere liye loot le loot le duniya ke maje pagle fir na aayengi ye masti bhari fuhare kab se khadi hai teri rah me bandhe hue katare is duniya ke rang rup hai tere liye loot le loot le duniya ke maje kal aaye na aaye gaale ulfat bhara fasana pal pal ghatta jaye saanso bhara tarana is duniya ke rang rup hai tere liye loot le loot le duniya ke maje duniya ke maje pyar kabhi jhuk kar nahi rahta jo kahna hai kahle dil ka sauda ho jayega dil dene se pahle is duniya ke rang rup hai tere liye loot le loot le duniya ke maje duniya ke maje pal do pal rahta hai pagle rup rang ka mela aankh jhapakte hi chal dega ye mausam albela is duniya ke rang rup hai tere liye loot le loot le duniya ke maje duniya ke maje