SONG: London Paris Ghoom Ke Dekhe Dilbar Ek Se Ek - लंदन पेरिस घूम के देखे दिलबर एक से एक

London Paris Ghoom Ke Dekhe Dilbar Ek Se Ek - लंदन पेरिस घूम के देखे दिलबर एक से एक

LYRICS:
london paris ghum ke dekhe dilbar ek se ek london paris ghum ke dekhe dilbar ek se ek dilwalo ki dilli me mere dil ko lagi hai break hua dil dilli wali ka hua dil dilli wali ka mukhde pe tere ae dilbar lal kile ki lali hai mukhde pe tere ae dilbar lal kile ki lali hai jamuna ki jaise lahar chale yu chal teri matwali hai chandni chowk ki chandani hai tu dil bhi tera hai nek dilwalo ki dilli me mere dil ko lagi hai break hua dil dilli wali ka hua dil dilli wali ka dekh ke ye jungle mungle lahko hi dil kho baithe dekh ke ye jungle mungle lahko hi dil kho baithe jo bhi aaye dil lene wo dilli ke hi ho baithe wo dilli ke hi ho baithe mail sabhi ke man ka dho de india gate ka ye lake dilwalo ki dilli me tere dil ko lagi hai break hua tu dilli wali ka hua tu dilli wali ka london paris ghum ke dekhe dilbar ek se ek dilwalo ki dilli me mere dil ko lagi hai break hua dil dilli wali ka hua tu dilli wali ka